SABD:"KUCH SABD"; Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen

SABD:"KUCH SABD"; Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen



SABD:"KUCH SABD"



KUCH SABD
SABD:"KUCH SABD"; Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen

                                  KUCH SABD


phir se hum wahi , sahi maante hain 

jo hum sochte hain.

vo hi kyun sach ho jata hai jiske baarei mein pehle se hi kuch aata hai..

aisa kyun ......?????? maana ki galat hai......

sahi ko,  sahare ki jarurat nahi, vo khud va khud , samne hoga.....

aaj jo bhi  maante aae, vo ek jhooth........... nhi.......... par such kahan hain ismein


nhi jaante hue bhi, faisla kyun?or kaise letey hain.

koi kuch jaane, aise hi humesha sochna jaruri nahi....


humein badalne ki jarurat hai  bhi ??????........ ...  ya .................... bus, samajhne ki?????........

dil ki maano , dil ki suno ...........vo kehta jarur hai................

hamesha hamein  btata jarur hai.

nhi sunte ,dur hai usey maan lene ka usey apnanae ka , ..

doori hai bus,,,,,,, khud ko khud se milane ki........................


Bas kuch sabd hai.........kuch sabd.......

............kuch sabd..............


>>>SABD:"KUCH SABD"; Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen

2 comments:

thankyou