Safai:"ghar ki safai";Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen

Safai:"ghar ki safai";Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen


Safai:"ghar ki safai"


ghar ki safai: hindi poetry ;hindi shayari; hindi emotional shayari


                            GHAR KI SAFAI

wastage bahar krna ? kachda bahar fekna?
raddhii koora hatana? samaan hatana lgana?
jaaley waale nikalna ? purani cheejein hatana?
kapde napnaa aur chhaatnaa , unchahe hatana ?
raas aae toh rakhna , varna  baatna  ? 
yahi kehlaati hai kya safai ?
nhi........
nhi.............
nhi.....................



ghar ki safai
Safai:"ghar ki safai";Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen

meine  bhi ki safai....

hataii mann ki buraai...
kadwapan diya nikal mann mein nhi ab koi  ubaal...
chid chid ko kiya shaant...shaanti hai mann mein laaii...
ghar ki safai .......
ghar ki safai......

pehla peechlaa feka bahar ... dur kahin diya bahaa jo nhi lgaa apna saa...

meine bhi ki safai....


mann ke krodh ko shaanti me laiii...

........Ha ............meine bhi ki safai....


>>>Safai:"ghar ki safai";Poem(Shayari),English-Hindi (Hinglish) Poetry aur Kavitayen

Post a Comment

1 Comments

thankyou