Poem(Poetry) English-Hindi (Hinglish Poetry) Poetry aur Kavitayen
"Apna Paraya"
Waqt k sath bahut kuch sheekh jatey h log
Muskilo me paraye ko bhi apna sa bana lete h log
Dondh k bhi rista jodane lagtey h log
Fayda k liye galat ko bhi sahi kehne lagtey h log
Is matalabi duniya me apna kaun paraya kaun
Maa baap kehtey rahe kamyab ho kamyab bano
Par kese
"Kamyabi ke peeche log bhagtey h" .....
Ye baat pehle to kuch samjh nhi aayi
Kamyab bo h jo bahut hosiyar h, ya Jo hosiyar h par Bo kamyab nhi.....Ya Kamyab wahi h jo matlabi h
Zindagi jeeney ka sahi tarika nhi shikhaya
Ki padhai c kamyab ya logo c kamyab.....
ye to sacchi baat lagne lagi
Lagta h kamyab insan se to kush is duniya me koi nhi
Kyunki saarey ristey or sarey paraye dur k apne dur k paraye sb to hogey unke pass
AES ki zindagi kaat rahe ye log
Na koi bimari na kisi k khoney ka dar or na hi dar h bura karne ka kyunki ab to bhagwan ki ankho par chasma laga diya
Roz uth kar kartey h ye log Pooja fir hi hota h kaam koi duja
Is matalabi duniya ne bhagwan ko bhi nhi chora....
Comments
Post a Comment
thankyou